Tuesday, September 25, 2018

KHUDA

Ilm itna naa tha mjhe Khud pr,
Jitna us khuda pr tha,
Bandi toh m hu us khuda kii,
Pr usi khuda see mjhe dar tha,
Chahto PR h usne dilaya vishwass,
Raaho PR h usne bichaya gulaab,
Chlna tha sang kadmo pr jiske,
Mar mite sang chalkr hum unke,
PR phir bhi,
Ilm itna naa tha mjhe Khud pr,
Jitna us khuda pr tha...
Har ishare ko uske Maine,
Hass kr thama h,
Har chupi ko uski Maine,
Lathi ki awaaz mana h,
Naa dikhayi deta h wo mjhe,
Jo bs mehsoos hota h mjhe,
Lgta h wo dikhayga daras mjhe,
Lgta h wo apne koi Kone m bithayga mjhe,
Us pal,
Is Sundar see sansaar see uth kr,
Badaloo m u lehraaungi m,
Us pal,
Har namumkin ko m u mumkin krwaungi m,
Kyukii,
Uske haath k sth tum uth bhi skte ho,
Kyukii,
Uske aankho see tum is sansaar ko bhi dkh bhi skte ho,
Isliye to,
Ilm itna naa tha mjhe Khud pr,
Jitna us khuda pr tha,
Bandi toh m hu us khuda kii,
Pr usi khuda see mjhe dar tha...

#khuda #khwaaisheBadmastt #shadesofqalam

No comments:

Ek titlii sii Ek titlii sii ud chali kahiii, Un phoolo se dosti kar chalii, Bs oos kii tarah un patto se mili, Choone bhar se mai u mi...